Hindi Song: Tum Meri Baahon Mein Aa Na Sake
Movie or Album: Na Tum Jaano Na Hum
Singer(s): Kamaal Khan
Music Director(s): Rajesh Roshan
Tum se mujhe pyar kyon ho gaya, Tum na mile aur maine kho gaya..
Tum mere khwaabon se jaa na sake, Tum meri baahon mein aa na sake.......
Tum se mujhe pyar kyon ho gaya, Tum na mile aur maine kho gaya..
Tum mere khwaabon se jaa na sake, Tum meri baahon mein aa na sake.......
Tum se gila nahi, mujhe kismat se hai gile...
karta hai aasmaan kyon, yeh dil ke faisle....
Tum mere khwaabon se jaa na sake, tum meri baahon mein aa na sake....
Tum se mujhe pyar kyon ho gaya, Tum na mile aur maine kho gaya...
Barbad ho gaya main, kyon yeh bhi na keh saka..
Roya main yuun ki ek bhi aansu na beh saka...
Aansu na beh saka, Aansu na beh saka
Tum mere khwaabon se jaa na sake, Tum meri baahon mein aa na sake....
Tum se mujhe pyar kyon ho gaya, Tum na mile aur main kho gaya
Tum mere khwaabon se jaa na sake, Tum meri baahon mein aa na sake.......

No comments:
Post a Comment